Instagram Password Kaise Dekhe: इंस्टाग्राम का पासवर्ड कैसे पता करे जी हाँ “इंस्टाग्राम पासवर्ड भूल गया” आज बहुत से लोगो का सवाल बन चुका हैं. ऐसे में अगर आप भी इंस्टाग्राम का पासवर्ड भूल गए और instagram ka password bhul gaye to kya kare के बारे में जानकारी चाहते है तो यह आर्टिकल आपके लिए हैं.
आज के डिजिटल ज़माने में Instagram हर किसी की लाइफ का जरूरी हिस्सा बन चुका हैं. लेकिन कई बार हम अपना Instagram password भूल जाते है या फिर हमें अपने अकाउंट का पासवर्ड चेक करना होता हैं. यहाँ हम आपको इंस्टाग्राम का पासवर्ड कैसे देखें? के बारे में सुरक्षित तरीके बताएँगे.
Kya Instagram Password Direct Dekha Ja Sakta Hai?
सबसे पहले ये समझना ज़रूरी है कि Instagram अपना पासवर्ड डायरेक्ट नहीं दिखाता. यह सिक्यूरिटी रीजन की वजह से होता हैं. लेकिन आप कुछ ट्रस्टेड तरीकों से अपना सेव पस्सोव्र्द देख सकते हैं.
मोबाइल में इंस्टाग्राम का पासवर्ड कैसे देखें?
मोबाइल में इंस्टाग्राम का पासवर्ड देखना संभव है, लेकिन सिर्फ तब तक जब आपका पासवर्ड पहले से फोन में सेव हो. अगर आप Android मोबाइल इस्तेमाल करते है, तो आप गूगल पासवर्ड मेनेजर की मदद से अपना सेव पासवर्ड पता कर सकते हैं.
स्टेप 1 – Iske liye sabse pehle mobile ki Settings me jaakar “Google” option open karein, phir “Manage your Google Account” par tap karein.
स्टेप 2 – Ab “Security” section me jaakar “Password Manager” open karein. Yahan aapko sabhi saved passwords ki list milegi, jisme aap “Instagram” search kar sakte hain.
स्टेप 3 – Instagram par tap karne ke baad aapko apni identity verify karni hogi, jaise PIN, fingerprint ya pattern. Verification ke baad eye icon par click karte hi aapka password dikh jayega.
स्टेप 4 – Agar password saved nahi hai, to aap “Forgot Password” option ka use karke naya password reset kar sakte hain.
Instagram Password Reset/ Recover कैसे करें
Agar aapka Instagram password kahin bhi save nahi hai, to sabse safe aur easy option hai usse reset karna.
स्टेप 1 – Iske liye Instagram app ya website open karein aur “Forgot Password?” par click karein. Ab apna registered email ID, mobile number ya username enter karein.
स्टेप 2 – Aapko ek OTP ya password reset link milega, jise verify karne ke baad aap naya password set kar sakte hain. Naya password strong aur unique rakhein, jisme letters, numbers aur symbols ka use ho.
Is process se aap bina purane password ke bhi apne account ko easily access kar sakte hain.
Instagram ka password bhul gaye to kya kare
Agar aap Instagram ka password bhool gaye hain, to ghabrane ki zarurat nahi hai, kyunki ise aasani se reset kiya ja sakta hai.
स्टेप 1 – Sabse pehle Instagram app ya website open karein aur login page par “Forgot Password?” ya “Get help logging in” option par click karein.
स्टेप 2 – Iske baad aapko apna registered email ID, mobile number ya username enter karna hoga. Jaise hi aap details submit karte hain, Instagram aapko ek OTP ya password reset link bhejta hai, jo aapke email ya SMS par aata hai.
स्टेप 3 – Us link par click karke ya OTP verify karke aap naya password set kar sakte hain. Naya password hamesha strong aur unique rakhein, jisme letters, numbers aur special characters ka use ho.
स्टेप 4 – Agar aapko OTP ya email nahi mil raha hai, to spam folder check karein ya thodi der baad fir se try karein. Iske alawa, future me problem se bachne ke liye password manager ka use karein aur 2-Factor Authentication enable karna bhi ek safe option hai.
Is tarah aap bina purane password ke bhi apna Instagram account dobara access kar sakte hain.
Is article me aapne jana ki Instagram password kaise dekhe mobile aur PC dono me. Yaad rakhein ki security sabse important hai, isliye sirf trusted methods ka hi use karein. Agar password save nahi hai, to reset karna hi best option hai.